We bring to you a list of the most  memorable dialogues of lovable actor “Aamir Khan”.
1) Bande hain hum uske, hum pe kiska zor … umeedo ke suraj, nikle chaaron aurr … iraade hai fauladi, himmati har kadam … apne haatho kismat likhne, aaj chale hain hum- Dhoom 3
2) All izz well … All izz well- 3 Idiots
3) Kehte hai pyar mein neend udh jaati hai … koi humse bhi mohabbat kare … kambhakt neend bahut aati hai
4) Life mein teen cheezon ke peeche khabi nahi bhagna chahiye … bus, train aur chokri … ek gayi doosri aati hai
5) Meri duaon mein, meri khamoshiyon mein, meri sadaaon mein … sirf tum ho, sirf tum-Mann
6) Yeh kaunsa tha jaam joh tune pila diya … is sirphere ka sara system hila diya-ishq
7) Dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage … mere khuda kisiko pyar ki hawa na lage-Sarfarosh
8) Main duniya ki har musibat ka saamna karne ke liye tayaar hoon … bas ek tumhara saath chahiye-Qayamat Se Qayamat Tak
9) Apni ambitions ka wajan apne bachcho ke nazuk kandhon pe daalna … it’s worse than child labour_ Taare Zameen Par
BY RAVI AGNIHOTRI
4 Comments